kyu hota hai ye,
ki mausam ki tarah badal jate hai dil
jo kabhi atey they yahi...
kyu badal jati hai kal unki mazil.....
jo nahi chodtey they maa ka aanchal!
kaise aj tod dete hai usi maa ka dil....
jin papa se maangtey they kabhi pocket money...
aj unhi ko paiso ki ahmiyat sikhatey hai ye dil
jis bade bhai ka hath pakad k ghumtey they,
aj usi bhai ko uska raasta dikha dete hai ye dil
jo behen bandhti hai kalayi pe rakhi
No comments:
Post a Comment